Mere bareilwy bhaaiyon -- Bade he adab aur ahteraaam ke saath kehna chahungaa ke tum humari toh nahi maante - kam - a - se - kam apne shaykul Islam - Dr. Tahirul Qadri sahab ki toh maan lo - Gaur se suno woh kya keh rahe hai -- Gairullah ko Sajda karna khuda samajh ke toh yeh insaan ko kaafir woh mushrik banaa deta hai aur dobaara kalmaa padhna padega. Aur agar Tazeeman (ahtaraam ke saath) bhi kisi ko sajda karoge toh yeh bhi haraam hai.........Ab toh is baat ko maanlo mere bhaiyon..........
Share This:
Download Video
Ab Dekhiye Ahlul Hadith ka stand kya hai is baare mein Nabi SAW ki pyaari hadith ki roshni mein...Wakeh mein haq ko maanne ka jazbaa hai toh Allah SWT aapka liye inshaallah jaroor aasaani paida karega........
Share This:
Download Video
No comments:
Post a Comment